Friday, April 19, 2024
Hindi Songs

Baba Bolta Hain Bas Ho Gaya Sargam Notes Sanju

Instructions: Sign (k) = Komal Swar, (t) = Teevra Swar, Small Alphabets = Lower Octave, Capital Alphabets = Higher Octave. See Harmonium Theory Click Here Key Name details with diagram.

Baba Bolta Hain Bas Ho Gaya Sargam Notes Sanju Available On Sargam Book. Easy Harmonium Sargam Notes For Baba Bolta Hain Bas Ho Gaya, Flute Notes, Classical Notes, Lyrics.

Song : Baba Bolta Hain Bas Ho Gaya
Movie : Sanju (2018)
Singer : Papon, Ranbir Kapoor & Supriya Pathak


Sargam Notes


Ladies and Gentlemen,
Let me tell you the story of “Mr Sutro”
1 2 3… start.

Subah utha khola akhbaar
Ma(t) Dha(k) Ma(t) Dha(k) Dha(k)
Ni(k) Ni(k) Dha(k) Ma(t) Ga(k)

Padh ke khabar hiley bheje ke taar
Ma(t) Dha(k) Dha(k) Ma(t) Ma(t) Dha(k)
Dha(k) Dha(k) Ni(k) Dha(k) Ma(t) Ga(k)

Kal ek bhashan mein jaana pada yaar
Ma(t) Dha(k) Ma(t) Ma(t) Dha(k)
Ma(t) Ma(t) Dha(k) Dha(k) Ma(t) Ni

Bore hoke aankhein bandh hui ek baar
Ma(t) Dha(k) Dha(k) Ma(t) Ma(t) Dha(k)
Dha(k) Ma(t) Ma(t) Dha(k) Dha(k) Ma(t) Ga(k)


Do minute ki jhapki ki
Ma(t) Dha(k) Dha(k) Ma(t) Ma(t) Dha(k) Dha(k) Ma(t)
Photo lag gayi chaar
Ma(t) Dha(k) Dha(k) Ma(t) Ga(k)
“Baba pee ke out”
Ma(t) Dha(k) Dha(k) Ma(t) Dha(k)
Aisa chhapa samachar
Dha(k) Ma(t) Ma(t) Dha(k) Dha(k) Ma(t) Ga(k)
Chhapa samachar, chhapa chapa samachar
Dha(k) Dha(k) Dha(k) Ma(t) Dha(k),
Dha(k) Ma(t) Dha(k) Dha(k) Dha(k) Ma(t) Ga(k)
Chhapa samachar, chhapa chapa samachar
Dha(k) Dha(k) Dha(k) Ma(t) Dha(k),
Dha(k) Ma(t) Dha(k) Dha(k) Dha(k) Ma(t) Ga(k)

Chords

Coming Soon…

Lyrics


Ladies and Gentlemen,
Let me tell you the story of “Mr Sutro”
1 2 3… start.

Subah utha khola akhbaar
Padh ke khabar hiley bheje ke taar
Kal ek bhashan mein jaana pada yaar
Bore hoke aankhein bandh hui ek baar

Do minute ki jhapki ki
Photo lag gayi chaar
“Baba pee ke out”
Aisa chhapa samachar
Chhapa samachar, chhapa chapa samachar
Chhapa samachar, chhapa chapa samachar

Jab samachaar ka writer dhoondha yaar
Saalon ne likha tha “sutron ke anusaar”

Saala “Mr Sutro” kaun hai yaar
Kaun hai jo banata hai raai ka pahaad

Ek bola headline mein dus ho gaya
Baba bolta hai abhi, bas ho gaya

Baba bolta hai abhi, bas ho gaya…
(repeat)

According to sources…
(abbe chup!)

Yeah yeah…

(Abhi bas ho gaya!)

Jo bhi limelight mein
Wo sutron ki side mein
Kaun sa bakra kab katega
Kab hoga shaamil woh
Sutron ki diet mein

Chhapi jiski khabar bani uski Qabar
Kisi highcourt ka usko nahi darr
Loop mein ghuma ke ek jhooth baar baar
Baar baar… baar baar…
Loop mein ghuma ke ek jhooth baar baar
Sacchai ka diya usne pichhwada faad

Jhooth itna dohraya ki sach ho gaya
Baba bolta hai abhi, bas ho gaya

Baba bolta hai abhi, bas ho gaya…
(repeat)

Then one day,
Maine pakda ek reporter ko
Bola sambhal apne sutron ko
Tera bhi toh hoga saala ghar parivar
Mujhe bhi toh chain se jeene de na yaar please!

“Saala tension mein jeeta hoon
Car mein rota hoon
Neend ki goli khaa ke bhi
Ek pal naa sota hoon”

Yeh sunke pata hai reporter kya bola
Kya bola?

Wo ho ho…
I’m so sorry, I’m so sorry
Main khush huaa
Bolo chalo end of story

I’m so sorry, I’m so sorry
Main khush huaa
Bolo chalo end of story…

But saala phir agle din
Subah utha khola akhbaar
Padhke khabar hiley bheje ke taar
Reporter ne kiya chamatkaar
Pata hai kya chhapa iss baar?

“Neend ki goliyan khaa ke hazaar
Baba attempts suicide in the car”

Breaking News!
Baba attempts suicide in the car
[Ha ha ha Iski maa ki!]

Jab samachar ka writer dhoondha yaar
Phir se likha tha “sutron ke anusaar”

Nangaai ki saale tune haddh kar di paar
Jeete jee photo pe chadha diya haar

Acchi khaasi life ka circus ho gaya
Baba bolta hai abhi, bas ho gaya!
Ek bola headline mein dus ho gaya
Baba bolta hai abhi.. bas ho gaya

Jhooth itna dohraya ki sach ho gaya
Baba bolta hai abhi, bass ho gaya

Achi khaasi life ka circus ho gaya
Baba bolta hai abhi, bass ho gaya!

Bass ho gaya
Baba bolta hai abhi, bas ho gaya…
Baba bolta hai abhi, bas ho gaya…

These are demo notes for respective song. You can try it on your instrument. If it works for you and you are comfortable to play along with our notes, you can simply get full notes by paying us. Just click the Buy Now button below and see our packages.

Sanchit

Sargam Book Managed By Team Piano Daddy. Classical Music Notations For Indian Classical Singers, Harmonium Players, Flute Players, Sitar Players. We have the best collection of Sa Re Ga Ma Notations for all age groups. Online Classes Available For Vocals / Harmonium / Keyboard By Sanchit Telang. Whatsapp Us For More Info : +91-88710-51523.