Thursday, March 28, 2024
Hindi Songs

Chala Jata Hoon Kisi Ki Dhoon Mein Sargam Notes Kishore Kumar

Instructions: Sign (k) = Komal Swar, (t) = Teevra Swar, Small Alphabets = Lower Octave, Capital Alphabets = Higher Octave. See Harmonium Theory Click Here Key Name details with diagram.

Spread the love

Chala Jata Hoon Kisi Ki Dhoon Mein Sargam Notes Kishore Kumar Available On Sargam Book. Easy Harmonium Sargam Notes For Chala Jata Hoon Kisi Ki Dhoon Mein, Flute Notes, Classical Notes, Lyrics.

Song : Chala Jata Hoon Kisi Ki Dhoon Mein
Movie : Mere Jeevan Sathi (1972)
Singer : Kishore Kumar


Sargam Notes


Chalaa jaataa hoon
Dha(k) Dha(k) Dha(k)
Ni Ni
Kisee kee dhoon me
Dha(k) Dha(k) Ga
Dha Dha
Dhadakate dil ke taraane liye
Dha(k) Dha(k) Dha(k) Ni Ni,
Dha(k) Ga Ma(t) Ga(k) Ga

Milan kee mastee bharee aakhon me
GA GA GA(k) RE(k) RE(k),
GA(k) GA(k) RE(k) Ni Ni
Hajaaro sapane suhaane liye
GA GA GA(k) RE(k) RE(k),
GA(k) GA(k) RE(k) Ni

Chalaa jaataa hoon
Dha(k) Dha(k) Dha(k)
Ni Ni
Kisee kee dhoon me
Dha(k) Dha(k) Ga
Dha Dha
Dhadakate dil ke taraane liye
Dha(k) Dha(k) Dha(k) Ni Ni,
Dha(k) Ga Ma(t) Ga(k) Ga

Ye mastee ke najaare hai
To ayese mein sanbhalanaa kaisaa meree kasam

Chords

Coming Soon…

Lyrics


Chala jaata hoon kisi ki dhun mein
Dhadakte dil ke taraane liye x (2)

Milan ki masti bhari aankhon mein
Hazaron sapne suhaane liye
Ho chala jaata hoon kisi ki dhun mein
Dhadakte dil ke taraane liye

Yeh masti ke nazaare hain
To aise mein sambhalna kaisa meri kasam
Jo lehraati dagariya ho to phir kyun na
Chaloon mai behka, behka re
Mere jeevan mein yeh shaam aayi hai
Mohabbat waale zamane liye
Ho chala jaata hoon kisi ki dhun mein
Dhadakte dil ke taraane liye

Woh aalam bhi ajab hoga
Woh jab mere kareeb aayegi meri kasam
Kabhi bahiyan chhuda legi
Kabhi hans ke gale se lag jaayegi haye
Meri baahon mein machal jaayegi
Woh sachche jhoothe bahaane liye
Ho chala jaata hoon kisi ki dhun mein
Dhadakte dil ke taraane liye

Baharon mein, nazaron me, nazar daaloon
To aisa laage meri kasam
Woh nainon mein bhare kaajal ghooghat khole
Khadi hai mere aage re
Sharam se bojhal jhuki palkon mein
Jawan raaton ke fasane liye

Ho chala jaata hoon kisi ki dhun mein
Dhadakte dil ke taraane liye
Milan ki masti bhari aankhon mein
Hazaron sapne suhaane liye
Chala jaata hoon kisi ki dhun mein
Dhadakte dil ke taraane liye

These are demo notes for respective song. You can try it on your instrument. If it works for you and you are comfortable to play along with our notes, you can simply get full notes by paying us. Just click the Buy Now button below and see our packages.

Sanchit

Sargam Book Managed By Team Piano Daddy. Classical Music Notations For Indian Classical Singers, Harmonium Players, Flute Players, Sitar Players. We have the best collection of Sa Re Ga Ma Notations for all age groups. Online Classes Available For Vocals / Harmonium / Keyboard By Sanchit Telang. Whatsapp Us For More Info : +91-88710-51523.