Thursday, April 18, 2024
Hindi Songs

Sapne Mein Milti Hai Sargam Notes Satya

Instructions: Sign (k) = Komal Swar, (t) = Teevra Swar, Small Alphabets = Lower Octave, Capital Alphabets = Higher Octave. See Harmonium Theory Click Here Key Name details with diagram.

Sapne Mein Milti Hai Sargam Notes Satya Available On Sargam Book. Easy Harmonium Sargam Notes For Sapne Mein Milti Hai, Flute Notes, Classical Notes, Lyrics.

Song : Sapne Mein Milti Hai
Movie : Satya (1998)
Singer : Asha Bhosle, Suresh Wadkar


Sargam Notes


Sapne Mein Milti Hai
Dha(k) Dha(k) Dha(k) Ni Ni(k) Ni Ni(k) Dha(k) Dha(k)
O Kudi Meri Sapne Mein Milti Hai
Dha(k) Ni(k) Ni(k) Ni Ni, Dha(k) Dha(k) Dha(k) Ni Ni(k) Ni Ni(k) Dha(k) Dha(k)
Sapne Mein Milti Hai
Dha(k) Dha(k) Dha(k) Ni Ni(k) Ni Ni(k) Dha(k) Dha(k)
O Kudi Meri Sapne Mein Milti Hai
Dha(k) Ni(k) Ni(k) Ni Ni, Dha(k) Dha(k) Dha(k) Ni Ni(k) Ni Ni(k) Dha(k) Dha(k)
Sara Din Gungte Me Band Kudiya Si
Dha(k) Dha(k) Dha(k) Ni(k) Ni(k) Pa Pa Pa Pa Dha(k) Dha(k) Ni(k) Ni(k) Ni(k)
Oe Oe Oe Oe Oe…
Ni(k) Ni Ni(k) Ni(k) Ni Ni(k) Ni(k) Ni Ni(k)
Sara Din Gungte Me Band Kudiya Si
Dha(k) Dha(k) Dha(k) Ni(k) Ni(k) Pa Pa Pa Pa Dha(k) Dha(k) Ni(k) Ni(k) Ni(k)
Akhiyon Mein Khultihai
Ni(k) RE(k) RE(k) RE(k) RE(k) RE(k) RE(k) GA(k) Ni Ni(k) Dha(k)

Sapne Mein Milta Hai
Dha(k) Dha(k) Dha(k) Ni Ni(k) Ni Ni(k) Dha(k) Dha(k)
O Munda Mera Sapne Mein Milta Hai
Dha(k) Ni(k) Ni(k) Ni Ni, Dha(k) Dha(k) Dha(k) Ni Ni(k) Ni Ni(k) Dha(k) Dha(k)
Sapne Mein Milta Hai
Dha(k) Dha(k) Dha(k) Ni Ni(k) Ni Ni(k) Dha(k) Dha(k)
O Munda Mera Sapne Mein Milta Hai
Dha(k) Ni(k) Ni(k) Ni Ni, Dha(k) Dha(k) Dha(k) Ni Ni(k) Ni Ni(k) Dha(k) Dha(k)
Sara Din Sadko Pein Khali Rikshi Sa, Hai
Dha(k) Dha(k) Dha(k) Ni(k) Ni(k) Pa Pa Pa Pa Dha(k) Dha(k) Ni(k) Ni(k) Ni(k)
Sara Din Sadko Pein Khali Rikshi Sa
Dha(k) Dha(k) Dha(k) Ni(k) Ni(k) Pa Pa Pa Pa Dha(k) Dha(k) Ni(k) Ni(k) Ni(k)
Peechhe Peeche Chalta Hai
Ni(k) RE(k) RE(k) RE(k) RE(k) RE(k) RE(k) GA(k) Ni Ni(k) Dha(k)

Chords

Coming Soon…

Lyrics


Sapne mein milti hai
O kudi meri sapne mein milti hai
Sapne mein milti hai
O kudi meri sapne mein milti hai
Sara din ghunghate mein band gudiya si
Oyer oye oye oye oye
Sara din ghunghate mein band gudiya si
Akhiyon mein ghulati hai

Sapne mein milta hai
O munda mera sapne mein milta hai
Sapne mein milta hai
O munda mera sapne mein milta hai
Sara din sadkon pe khaali rikshe sa
Haaye sara din sadkon pe khaali rikshe sa
Peechhe peechhe chalta hai

Oye hoye kori hai karaari hai
Bhoon ke utaari hai
Kori hai karaari hai
Bhoon ke utaari hai
Kabhi kabhi milti hai
Ho kudi meri
Ho kudi meri
Ve ooncha lamba kad hai
Chauda bhi to had hai
Ooncha lamba kad hai
Chauda bhi to had hai
Door se dikhta hai
O munda mera haan haan haan
O munda mera
Arre dekhne mein tagda hai
Jangal se pakda hai
Seeng dikhata hai

Sapne mein milta hai
O munda mera sapne mein milta hai
Sapne mein milti hai
O kudi meri sapne mein milti hai
Hey paaji hai shareer hai
Ghoomati lakeer hai
Chakra ke chalti hai hoye
Sapne mein milti hai
O kudi meri sapne mein milti hai
Sapne mein milta hai
O munda mera sapne mein milta hai

Arre kachche pakke beron se
Chori ke sheron se
Kachche pakke beron se
Chori ke sheron se
Dil behlata hai
Ve munda mera
Ho munda mera
Munda mera
Haaye gora chitta rang hai
Chaand ka palang hai
Gora chitta rang hai
Chaand ka palang hai
Chandni mein dhulti hai
Ho kudi meri haan..
Ho kudi meri haan..
Doodh ka ubaal hai
Hansi to kamaal hai
Motiyon mein tulti hai

Sapne mein milti hai
O kudi meri sapne mein milti hai
Sapne mein milta hai
O munda mera sapne mein milta hai
Neem shareefon ke
Aivein lateefon ke kisse sunata hai

Sapne mein milta hai
O munda mera sapne mein milta hai
Sapne mein milti hai
O kudi meri sapne mein milti hai
Sara din ghunghate mein band gudiya si
Akhiyon mein ghulati hai
Sara din sadkon pe khaali rikshe sa
Peechhe peechhe chalta hai
Sapne mein milta hai
O munda mera sapne mein milta hai
Sapne mein milti hai
O kudi meri sapne mein milti hai

These are demo notes for respective song. You can try it on your instrument. If it works for you and you are comfortable to play along with our notes, you can simply get full notes by paying us. Just click the Buy Now button below and see our packages.

Sanchit

Sargam Book Managed By Team Piano Daddy. Classical Music Notations For Indian Classical Singers, Harmonium Players, Flute Players, Sitar Players. We have the best collection of Sa Re Ga Ma Notations for all age groups. Online Classes Available For Vocals / Harmonium / Keyboard By Sanchit Telang. Whatsapp Us For More Info : +91-88710-51523.