Saturday, April 20, 2024
Hindi Songs

Ek Ladki Bheegi Bhagi Si Sargam Notes Chalti Ka Naam Gaadi

Instructions: Sign (k) = Komal Swar, (t) = Teevra Swar, Small Alphabets = Lower Octave, Capital Alphabets = Higher Octave. See Harmonium Theory Click Here Key Name details with diagram.

Ek Ladki Bheegi Bhagi Si Sargam Notes Chalti Ka Naam Gaadi Available On Sargam Book. Easy Harmonium Sargam Notes For Ek Ladki Bheegi Bhagi Si, Flute Notes, Classical Notes, Lyrics.

Song : Ek Ladki Bheegi Bhagi Si
Movie : Chalti Ka Naam Gaadi (1958)
Singer : Kishore Kumar


Sargam Notes


Ik ladkee bhigee bhagee see
Ga Ma(t) Pa Ma(t) Pa Ga Ma(t)
Re Ga ni Ga Ga Ga
Sotee rato me jagee see
Ga Ma(t) Pa Ma(t) Pa Ga Ma(t)
Re Ga ni Ga Ga Ga
Milee ik ajnabee se
Pa Dha Ni Ni SA Ni Ni
Koyee aage naa pichhe
Ma(t) Pa Dha Dha Ni Dha Dha
Tum hee kaho yeh koyee bat hai hmm
Pa Ma(t) Pa Ga Ma(t) Re
Ga ni Ga Ga Ga

Ik ladkee bhigee bhagee see
Ga Ma(t) Pa Ma(t) Pa Ga Ma(t)
Re Ga ni Ga Ga Ga
Sotee rato me jagee see
Ga Ma(t) Pa Ma(t) Pa Ga Ma(t)
Re Ga ni Ga Ga Ga
Milee ik ajnabee se
Pa Dha Ni Ni SA Ni Ni
Koyee aage naa pichhe
Ma(t) Pa Dha Dha Ni Dha Dha
Tum hee kaho yeh koyee bat hai hmm
Pa Ma(t) Pa Ga Ma(t) Re
Ga ni Ga Ga Ga

Chords

Coming Soon…

Lyrics


Ek ladki bheegi bhaagi si
Soti raaton mein jaagi si
Mili ek ajnabi se
Koyi aage na peechhe
Tum hi kaho yeh koyi baat hai

Ek ladki bheegi bhaagi si
Soti raaton mein jaagi si
Mili ek ajnabi se
Koyi aage na peechhe
Tum hi kaho yeh koyi baat hai

Dil hi dil mein jali jaati hai
Bigdi bigdi chali aati hai
Dil hi dil mein jali jaati hai
Bigdi bigdi chali aati hai
Jhunjhlaati huyi, balkhaati huyi
Sawan ki sooni raat mein
Mili ek ajnabi se
Koyi aage na peechhe
Tum hi kaho yeh koyi baat hai

Ek ladki bheegi bhaagi si
Soti raaton mein jaagi si
Mili ek ajnabi se
Koyi aage na peechhe
Tum hi kaho yeh koyi baat hai

Dagmag dagmag lehki lehki
Bhooli bhatki behki behki
Dagmag dagmag lehki lehki
Bhooli bhatki behki behki
Machli machli ghar se nikli
Pagli si kaali raat mein
Mili ek ajnabi se
Koyi aage na peechhe
Tum hi kaho yeh koyi baat hai

Ek ladki bheegi bhaagi si
Soti raaton mein jaagi si
Mili ek ajnabi se
Koyi aage na peechhe
Tum hi kaho yeh koyi baat hai

Tann bheega hai, sar geela hai
Uska koyi pench bhi dheela hai
Tann bheega hai, sar geela hai
Uska koyi pench bhi dheela hai
Tanti jhukti, chalti rukti
Nikli andheri raat mein
Mili ek ajnabi se
Koyi aage na peechhe
Tum hi kaho yeh koyi baat hai

Ek ladki bheegi bhaagi si
Soti raaton mein jaagi si
Mili ek ajnabi se
Koyi aage na peechhe
Tum hi kaho yeh koyi baat hai

These are demo notes for respective song. You can try it on your instrument. If it works for you and you are comfortable to play along with our notes, you can simply get full notes by paying us. Just click the Buy Now button below and see our packages.

Sanchit

Sargam Book Managed By Team Piano Daddy. Classical Music Notations For Indian Classical Singers, Harmonium Players, Flute Players, Sitar Players. We have the best collection of Sa Re Ga Ma Notations for all age groups. Online Classes Available For Vocals / Harmonium / Keyboard By Sanchit Telang. Whatsapp Us For More Info : +91-88710-51523.