Thursday, April 25, 2024
Hindi Songs

So Gaya Yeh Jahan Sargam Notes Tezaab

Instructions: Sign (k) = Komal Swar, (t) = Teevra Swar, Small Alphabets = Lower Octave, Capital Alphabets = Higher Octave. See Harmonium Theory Click Here Key Name details with diagram.

So Gaya Yeh Jahan Sargam Notes Tezaab Available On Sargam Book. Easy Harmonium Sargam Notes For So Gaya Yeh Jahan, Flute Notes, Classical Notes, Lyrics.

Song : So Gaya Yeh Jahan
Movie : Tezaab (1988)
Singer : Nitin Mukesh, Shabbir Kumar, Alka Yagnik


Sargam Notes


So gaya yeh jahan, so gaya aasman
Sa Ga(k) Ma Ma(t) Ma(t) Ma,
Sa Ga(k) Ma(t) Dha Ma Ma


So gaya yeh jahan, so gaya aasman
Sa Ga(k) Ma Ma(t) Ma(t) Ma,
Sa Ga(k) Ma(t) Dha Ma Ma

So gayi hain saari manzilein
SA SA RE MA RE RE SA SA SA RE
Ho saari manzilein, so gaya hai rasta
MA RE RE SA SA SA RE,
Ni(k) Ni(k) Ni(k) Dha Ma(t) Ma


So gaya yeh jahan, so gaya aasman
Sa Ga(k) Ma Ma(t) Ma(t) Ma,
Sa Ga(k) Ma(t) Dha Ma Ma


So gaya yeh jahan, so gaya aasman
Sa Ga(k) Ma Ma(t) Ma(t) Ma,
Sa Ga(k) Ma(t) Dha Ma Ma

So gayi hain saari manzilein
SA SA RE MA RE RE SA SA SA RE
Ho saari manzilein, so gaya hai rasta
MA RE RE SA SA SA RE,
Ni(k) Ni(k) Ni(k) Dha Ma(t) Ma


Raat aayi to woh jinke ghar the
Woh ghar ko gaye so gaye

Chords

Coming Soon…

Lyrics


So gaya yeh jahan, so gaya aasman

So gaya yeh jahan, so gaya aasman
So gayi hain saari manzilein
Ho saari manzilein, so gaya hai rasta x (2)

So gaya yeh jahan, so gaya aasman

Raat aayi to woh jinke ghar the
Woh ghar ko gaye so gaye
Raat aayi to hum jaise awara phir nikle
Raahon mein aur kho gaye x (2)

Iss gali, uss gali, iss nagar, uss nagar
Jaayein bhi to kahan jaana chahein agar
Ho so gayi hain saari manzilein
Ho saari manzilein, so gaya hai rasta

So gaya yeh jahan, so gaya aasman x (2)

Kuchh meri suno, kuchh apni kaho
Ho paas to aise chup na raho
Hum paas bhi hain aur door bhi hain
Azad bhi hain, majboor bhi hain
Kyun pyar ka mausam beet gaya
Kyun humse zamana jeet gaya
Har ghadi mera dil gham ke ghere mein hai
Zindagi door tak ab andhere mein hai
Andhere mein hai, andhere mein hai

Ho so gayi hain saari manzilein
Ho saari manzilein, so gaya hai rasta

So gaya yeh jahan, so gaya aasman x (2)

These are demo notes for respective song. You can try it on your instrument. If it works for you and you are comfortable to play along with our notes, you can simply get full notes by paying us. Just click the Buy Now button below and see our packages.

Sanchit

Sargam Book Managed By Team Piano Daddy. Classical Music Notations For Indian Classical Singers, Harmonium Players, Flute Players, Sitar Players. We have the best collection of Sa Re Ga Ma Notations for all age groups. Online Classes Available For Vocals / Harmonium / Keyboard By Sanchit Telang. Whatsapp Us For More Info : +91-88710-51523.