Friday, April 26, 2024
Hindi Songs

Ek Aisi Ladki Thi Sargam Notes Dilwale

Instructions: Sign (k) = Komal Swar, (t) = Teevra Swar, Small Alphabets = Lower Octave, Capital Alphabets = Higher Octave. See Harmonium Theory Click Here Key Name details with diagram.

Ek Aisi Ladki Thi Sargam Notes Dilwale Available On Sargam Book. Easy Harmonium Sargam Notes For Ek Aisi Ladki Thi, Flute Notes, Classical Notes, Lyrics.

Song : Ek Aisi Ladki Thi
Movie : Dilwale (1994)
Singer : Kumar Sanu

Sargam Notes

Oh Hoo Hoo Hoo
Hoo Hoo
Hoo Hoo Oh Oh
Hoo Aah Haa Haa

Jeeta tha jiske liye jiske liye marta tha
GA(k) RE(k) RE(k) Ma(t) Ma(t) Dha(k) Dha RE(k),
RE(k) GA(k) RE(k) GA(k) RE(k) Dha Dha(k) Ma(t)
Ni Dha Dha(k) Dha(k)

Ek aisi ladki thi jise main pyar karta tha
Re(k) Re(k) Ga(k) Ma(t) Ma(t) Dha(k) Ni Dha Dha(k)
Dha Dha Ma(t) Dha(k) Ni(k) Ni(k) Dha(k) Dha Dha(k)
Ma(t) Ma(t)

Chords

Coming Soon…

Lyrics

Oh hoo hoo hoo hoo hoo
Hoo hoo oh oh
Hoo aah haa haa

Jeeta tha jiske liye jiske liye marta tha
Jeeta tha jiske liye jiske liye marta tha
Ek aisi ladki thi jise main pyar karta tha
Ek aisi ladki thi jise main pyar karta tha
Jeeta tha jiske liye jiske liye marta tha
Ek aisi ladki thi jise main pyar karta tha
Ek aisi ladki thi jise main pyar karta tha

Kitni mohabbat hain mere dil mein
Kaise dikhau usse
Kaise dikhau usse
Deewangi ne paagal kiya hain
Kaise bataun usse
Kaise bataun usse
Mitaane se bhi na mitegi meri dastaan
Ek aisi ladki thi jise main pyar karta tha
Ek aisi ladki thi jise main pyar karta tha

Meri nazar mein mere jigar mein
Tasveer hai yaar ki
Tasveer hai yaar ki
Meri khushi ka yeh zindagi ka
Saugaat hai pyar ki
Saugaat hai pyar ki
Usike liye hain mere toh yeh dono jahan
Ek aisa ladka tha jise main pyar karti thi

Jeeti thi jiske liye jiske liye marti thi

Jaan se bhi jyada chaha tha jisko
Usne hi dhoka diya
Usne hi dhoka diya

Nadaan thi jo kutch bhi na samjhi
Chahat ko ruswaa kiya
Chahat ko ruswaa kiya

Bana ke usi ne ujada mera aashiyaan
Woh kaisi ladki thi jise tu pyar karta tha
Ek aisi ladki thi jise main pyar karta tha
Jeeti thi jiske liye jiske liye marti thi
Ek aisa ladka tha jise main pyar karti thi
Ek aisa ladka he jise main pyar
Ek aisa ladka tha jise main pyar

These are demo notes for respective song. You can try it on your instrument. If it works for you and you are comfortable to play along with our notes, you can simply get full notes by paying us. Just click the Buy Now button below and see our packages.

Sanchit

Sargam Book Managed By Team Piano Daddy. Classical Music Notations For Indian Classical Singers, Harmonium Players, Flute Players, Sitar Players. We have the best collection of Sa Re Ga Ma Notations for all age groups. Online Classes Available For Vocals / Harmonium / Keyboard By Sanchit Telang. Whatsapp Us For More Info : +91-88710-51523.