Thursday, May 2, 2024
Hindi Songs

Tujhe Bhoolna Toh Chaaha Sargam Notes Jubin Nautiyal

Instructions: Sign (k) = Komal Swar, (t) = Teevra Swar, Small Alphabets = Lower Octave, Capital Alphabets = Higher Octave. See Harmonium Theory Click Here Key Name details with diagram.

Tujhe Bhoolna Toh Chaaha Sargam Notes Jubin Nautiyal Available On Sargam Book. Easy Harmonium Sargam Notes For Tujhe Bhoolna Toh Chaaha Sung By Jubin Nautiyal, Flute Notes, Classical Notes, Lyrics.

Song : Tujhe Bhoolna Toh Chaaha
Singer : Jubin Nautiyal


Sargam Notes


Wo Aankhein Jo Sirf Mujhe Dekhti Thi
Wo Honth Jo Sirf Mujhe Pukarte The
Un Par Kisi Aur Ka Haq Bardash Nahi Hota

Waqt Hi Kahan Tha Tumhare Paas
Ki Un Hontho Par Thehar Sako
Un Aankhon Mein Utar Sako
Ab Main Kisi Aur Ki Ho Chuki Hoon

Jab Tere Kareeb The
Ga Ma Ma Dha Pa Pa Pa, Ma Pa Ma Ga
Kitne Khush Naseeb The
Ga Ma Dha Pa Pa Pa, Dha Pa Ma Pa Dha
Raatein Sab Chirago Wali
Dha Dha Dha Dha, Dha SA Ni RE, SA Ni Dha Pa
Saare Din Hi Eid The
Pa Dha Pa Ma, Ga Ma Pa


Chahtein Thi Chand Par
Ga Ma Dha Pa Pa, Dha Ma Pa Ma Ga
Dooriyon Ki Kya Fikar
Ga Ma Dha Pa Pa, Pa Dha Pa Ma Pa Dha
Jaise Lafaz Aur Baatein
Dha Dha Dha Dha, Dha SA Ni RE, SA Ni Dha Pa
Aise Nazdeek The
Pa Dha Pa Ma, Ga Ma Pa

Teri Judaiyon Mein Barse Woh Naina Bhi
GA RE RE, RE SA RE Ni SA Pa, GA RE RE RE, SA RE Ni SA
Sau Dard Milke Jinko Rula Na Paaye
MA GA RE SA Ni, Pa Dha Ni(k), Ni(k) Dha Pa, Ma Pa Ga Ma Pa

Tujhe Bhoolna Toh Chaaha
Ga Ga, Ga Ma Ga Re, Ga Pa Dha Ni Pa Dha
Lekin Bhoola Na Paaye
SA Ni Dha Pa, Ma Dha Pa Ma Ga, Ga
Tujhe Bhoolna Toh Chaaha
Ga Ga, Ga Ma Ga Re, Ga Pa Dha Ni Pa Dha
Lekin Bhoola Na Paaye
SA Ni Dha Pa, Ma Dha Pa Ma Ga, Ga

Chords

Coming Soon…

Lyrics


Wo Aankhein Jo Sirf Mujhe Dekhti Thi
Wo Honth Jo Sirf Mujhe Pukarte The
Un Par Kisi Aur Ka Haq Bardash Nahi Hota

Waqt Hi Kahan Tha Tumhare Paas
Ki Un Hontho Par Thehar Sako
Un Aankhon Mein Utar Sako
Ab Main Kisi Aur Ki Ho Chuki Hoon

Jab Tere Kareeb The
Kitne Khush Naseeb The
Raatein Sab Chirago Wali
Saare Din Hi Eid The

Chahtein Thi Chand Par
Dooriyon Ki Kya Fikar
Jaise Lafaz Aur Baatein
Aise Nazdeek The

Teri Judaiyon Mein Barse Woh Naina Bhi
Sau Dard Milke Jinko Rula Na Paaye

Tujhe Bhoolna Toh Chaaha
Lekin Bhoola Na Paaye
Tujhe Bhoolna Toh Chaaha
Lekin Bhoola Na Paaye

Jitna Bhulana Chaha
Jitna Bhulana Chaha
Tum Utna Yaad Aaye

Tujhe Bhulna To Chaha
Lekin Bhula Na Paaye
Tujhe Bhulna To Chaha
Lekin Bhula Na Paaye

Jis Raat Aankhein Soye Sukoon Se
Woh Raat Aati Kyun Nahi
Jis Raat Aankhein Soye Sukoon Se
Woh Raat Aati Kyun Nahi

Pichle Baras Tu Baahon Se Ja Chuki
Toh Dil Se Jaati Kyun Nahi
Haan Kyun Teri Yaadon Ko
Ab Tak Sambhala Hai
Tasveer Teri Hum Kyun Jala Na Paaye

Tujhe Bhoolna Toh Chaaha
Lekin Bhoola Na Paaye
Tujhe Bhoolna Toh Chaaha
Lekin Bhoola Na Paaye

Jitna Bhoolana Chaaha
Jitna Bhoolana Chaaha
Tum Utna Yaad Aaye

Tujhe Bhulna Toh Chaha
Aa Aa Ho Ho Ho Ho Ho..

Bujhne Laga Hai Dil
Khwabon Mein Kaise Yeh
Bairan Hawayein Main Karun
Ho Ho Ho Ho

Ab Kiske Aage Main
Kholun Hatheli Yeh
Kis Se Duaein Main Karun
Ho Ho Ho Ho

Koyi Khuda Hai Toh
Mazboor Kyun Hai Woh
Bichde Dilon Ko
Woh Kyun Mila Na Paaye

Tujhe Bhulna Toh Chaha
Lekin Bhula Na Paaye
Tujhe Bhulna Toh Chaha
Lekin Bhula Na Paaye
Tujhe Bhulna Toh Chaha

Kaun Kehta Hai Ki Bichadne Mein
Mohabbat Ki Haar Hai
Jo Adhoora Reh Gaya
Woh Bhi Toh Pyar Hai
Bas Wahi Toh Pyar Hai

Tujhe Bhoolna Toh Chaha
Lekin Bhoola Na Paaye

These are demo notes for respective song. You can try it on your instrument. If it works for you and you are comfortable to play along with our notes, you can simply get full notes by paying us. Just click the Buy Now button below and see our packages.

Sanchit

Sargam Book Managed By Team Piano Daddy. Classical Music Notations For Indian Classical Singers, Harmonium Players, Flute Players, Sitar Players. We have the best collection of Sa Re Ga Ma Notations for all age groups. Online Classes Available For Vocals / Harmonium / Keyboard By Sanchit Telang. Whatsapp Us For More Info : +91-88710-51523.

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *